Thursday, 13 June 2013

khuda ki qasam


amal se bhi manga wafaa se bhi manga
tujhe main ne teri razaa se bhi manga
jo kuch na ho saka to dua se bhi manga
khuda ki qasam main ne tujhe khuda se bhi manga

No comments:

Post a Comment