Saturday, 8 June 2013

dooba huwa taara

,,BAD NASEEBI,,
main ne mohabbaton ko
jub bhi paane ki aarzoo ki
hasraton k andheron me
dooba huwa taara
toot ker
mere daaman me aa gira...

No comments:

Post a Comment