skip to main
|
skip to sidebar
poerty and wallpaper 2013
203 and 2014 poetry , sad poetry , eid poetry , short poetry.
Pages
Home
Sad poetry 2013
urdu gazals 2013
faraz poetry 2013
Send Free sms
Send Free Sms
Earn Money From Website
Earn Money from your website
100% payout.
Papluler of All world
Powered by
Blogger
.
Sunday, 22 September 2013
juda hum reh nahi sakte
rootho agar mujh se to ye zehan me rakhna tum
manaana aadat nahi hai hamaari aur judaa hum reh nahi sakte
muhabbat kam nahi hoti----
ye kaisa silsila hai tere aur mere darmiyaan
faasle to bohat hain magar muhabbat kam nahi hoti----
kissi k aks me khoi hui itni
kissi k aks me khoi hui itni
khud aaine se ojhal ho gai hoon
ye meri talaash
ye meri talaash ka jurm hai ya meri wafaa ka qasoor
jise dil k jitna qareeb lao,wo utna hi be wafaa nikalta hai
kitne majboor huwe
kitne majboor huwe apni anaa k haathon
raiza raiza bhi huwe aur bikhre bhi nahi
kuch arz krun?
ijaazat ho to kuch arz krun?
khail chuke ho to dil wapas ker do!
Saturday, 21 September 2013
tanha
woh
jisse baarish passand na thi
aaj dair tak tanha
disammbar ki baarish me bheegta raha
Older Posts
Home
View mobile version
Subscribe to:
Posts (Atom)
Popular Posts
ik nukte ne mehram se mujrim kr diya
hum dua likhte rahe wo dua parhte rahe ik nukte ne mehram se mujrim kr diya
chahta hai
wo iss andaaz ki mujh se mohabbat chahta hai mere her khwaab per apni hakoomat chahta hai wo kehta hai main uski zarorat ban chuka...
yaad hai uss ka bicharna hum ko
uski chaahat ka sila yaad nahi yaad hai jurm,sazaa yaad nahi tor ker hamsafri ka rishta wo kahan chor gae yaad nahi apne girne...
in baarishon se dosti achi nahi
in baarishon se dosti achi nahi ''faraz'' kacha tera makaan hai kuch to khayaal ker
chala gya
. kissi aur dais ki aur ko suna hai ''faraz'' chala gya sabhi dukh samait ke shehar ke,sabhi qarz utaar k sheha...
rota to aasmaan bhi hai
ishq wale ankhon ki baat samajh lete hain khwaab me milen to mulaqaat samjh lete hain rota to aasmaan bhi hai mohabbat k liye na ja...
kya chaal chali he mere muqaddar ne mujh se
ye kese mumkin he k zindagi me gham na mile koi hame na mila kissi ko hum na mile kya chaal chali he mere muqaddar ne mujh se py...
juda hum reh nahi sakte
rootho agar mujh se to ye zehan me rakhna tum manaana aadat nahi hai hamaari aur judaa hum reh nahi sakte
mohabbat ki nazar se
phir aap ne dekha hai mohabbat ki nazar se guzre na kahi gardish-e-doraan bhi idhar se
hamari khatir
tumhari saansen, tumhari dharkan suno hamari amaanten hain hamari khatir hi jan-e-janaa hamesha apna khayaal rakhna