Wednesday 19 June 2013

saamne tu ho.....!!!!!

 
kaash kabhi wo waqt bhi aae
k main ankhen band ker k
karoon tassawur tera
aur jub main ankhen kholun
to saamne tu ho.....!!!!!

No comments:

Post a Comment