Saturday 22 June 2013

kissi ko chahna itna k

CHHAHAT
kissi ki chah me itna bhi kya sarshaar ho jaana
k apne raaste ki aap hi deewar ho jaana
bahaane rasm-o-rah k khud dhoondte rehna
kissi ko chahna itna k bezaar ho jaana

No comments:

Post a Comment