skip to main
|
skip to sidebar
poerty and wallpaper 2013
203 and 2014 poetry , sad poetry , eid poetry , short poetry.
Pages
Home
Sad poetry 2013
urdu gazals 2013
faraz poetry 2013
Send Free sms
Send Free Sms
Earn Money From Website
Earn Money from your website
100% payout.
Papluler of All world
Powered by
Blogger
.
Sunday, 22 September 2013
juda hum reh nahi sakte
rootho agar mujh se to ye zehan me rakhna tum
manaana aadat nahi hai hamaari aur judaa hum reh nahi sakte
muhabbat kam nahi hoti----
ye kaisa silsila hai tere aur mere darmiyaan
faasle to bohat hain magar muhabbat kam nahi hoti----
kissi k aks me khoi hui itni
kissi k aks me khoi hui itni
khud aaine se ojhal ho gai hoon
ye meri talaash
ye meri talaash ka jurm hai ya meri wafaa ka qasoor
jise dil k jitna qareeb lao,wo utna hi be wafaa nikalta hai
kitne majboor huwe
kitne majboor huwe apni anaa k haathon
raiza raiza bhi huwe aur bikhre bhi nahi
kuch arz krun?
ijaazat ho to kuch arz krun?
khail chuke ho to dil wapas ker do!
Saturday, 21 September 2013
tanha
woh
jisse baarish passand na thi
aaj dair tak tanha
disammbar ki baarish me bheegta raha
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)
Popular Posts
ik nukte ne mehram se mujrim kr diya
hum dua likhte rahe wo dua parhte rahe ik nukte ne mehram se mujrim kr diya
mohabbat ki nazar se
phir aap ne dekha hai mohabbat ki nazar se guzre na kahi gardish-e-doraan bhi idhar se
PYAAR
PYAAR abr-e-bahaar ne phool ka chehra apne banafshi haath mein lekr aise chooma k phool k saare dukh khushboo ban ker beh ...
muhabbat ka naam
suna hai muhabbat me jaan chali jaati hai kyun na muhabbat ka naam mot rakh lain
Mana k zamane k lakh aib hein mujh mein
Mana k zamane k lakh aib hein mujh mein “!.Faraz.!” Magar Doston ko bhool jana mujhe aaj b nahi aaya,,,,!
Her Shakhs
Her Shakhs Nahi Hota Her Shakhs K Kabil Her Shakhs Ko Apne Liye Socha Nahi Karte
aakhri aaram gah
soch ker chuni hai main ne aakhri aaram gah main tha matti aur mujhe matti ka ghar achha laga
in baarishon se dosti achi nahi
in baarishon se dosti achi nahi ''faraz'' kacha tera makaan hai kuch to khayaal ker
juda hum reh nahi sakte
rootho agar mujh se to ye zehan me rakhna tum manaana aadat nahi hai hamaari aur judaa hum reh nahi sakte
jall jao khaamoshi se
jall jao khaamoshi se kari dhoop me lekin apno se kabhi saya-e-deewar na mango