Monday 27 May 2013

ik diya jalana---!!!!

 
main janta hoon k ab chhaton pr 
diye jalane kirasam baqi nahi rahi he
magar tumhe meri yaad ae 
to yaad rakhna---!!!
tum apni ankho se
ansuon k chamakte moti na girne dena
bus itna kerna
k apni chhat pr
meri mohabbat ki nazam ga kr
meri rafaqat ko yaad kr k
diya jalana
tum apni chhat pr kisi bhi kone me beth kr
ik diya jalana---!!!!

No comments:

Post a Comment